Hello friends aaj ke hamari
post es topic par hai ke rar file ko kaise extract karte hai yani rar file ke
under jo data hota hai use kaise bahar la sakte hai friends aap log jante honge
kabhi kabhi kya hota hai hum koi software download karte hai to wo rar file me
hota hai or use hum winrar me open karte hai or fir us software ko install kar
pate hai aise he bahut se games, pdf files etc ke bhi rar file ho sakti hai aap
winrar file ko extract bhi kar sakte hai.
winRar file ko extract karna
bahut ashaan hai agar aapke pass winrar application hai to aap winrar file ko
extract kar sakte hai winrar file ko kaise extract karte hai chaliye jante hai.
1. Rar file ko extract karne ke liye sabse pehle aapko
winrar application ko download karke apne computer me install karna hoga.
2. Application ke install karne ke baad aapko us file
folder me jana hai jaha aapne rar file ko rakha hua hai or jis rar fil ko aap
extract karna chahte hai uspar mouse ke help se right click karna hai or fir
extract file par click karna hai.
3. Fir aapko update
mode me extract and update file
ko choose karna hai or overwrite mode
me ask before overwrite ko choose
karna hai or miscellaneouse me kuch
changes na kiye bagair aapko save
setting par click kar dena hai fir aapko ok par click karna hai.
Aapki rar file ka saara data
ab ek folder me aa jayega yani rar file se bahar aa jayega friends apko agar
abhi bhi kahi par kuch samajh na aaya ho to mujhe comment karke puch sakte hai
meri post ko padhne ke liye aapka thanks.
Aapko ye post kaise lage hume
jarur bataye comment karke agar aapko hamari post pasand aayi ho to ese social
sites par share kare hamari future post ke jankari pane ke liye hume subscribe
kare apne email se facebook par humse judne ke liye hamare facebook page ko
like kare.
No comments:
Post a Comment