Hello friends internet ki jankari or tricks blog par aapka firse swagat hai friends aaj mai aapko bataunga kaise aap apne computer me use ke gaye ram, pen drive or other usb devices ke puri jankari prapt kar sakte hai.
Friends kabhi kabhi kya hota
hai hum apne computer se door hote hai to koi bhi hamare computer me usb device
lagakar hamara data chori kar sakta hai hamari gair mojoodgi me agar koi bhi
hamare computer me usb device ka use karta hai to hum ek chote se app ki madad
se eska pata laga sakte hai ye chota sa app ek click me he hamare computer me
use ke gaye un saare usb devices ke jankari hamare samne show kar deta hai jo
hamare computer me use ki gaye hai.
Es application ke madad se
aap usb device ka device name, description, device type, serial number,
date/time, vendor id, product id jaan sakte hai.
Agar aap apne computer me koi
bhi aisa data rakhte hai jise koi bhi copy paste kar sakta hai to aap es
application ko jarur download kare jisse aapko pata chal sakta hai aapke
computer se kisi ne usb device lagakar koi data copy to paste kiya hai or agar
aapke computer me aye din usb devices ka use hota rehta hai or aap apne
computer me use hui har usb devices ke jankari pana chahte hai to aapko ye aap
jarur download karna chahiye.
To chaliye friends jante hai ye application hai konse or ese kaise download karke use karte hai.
1. Usb devices ke puri jankari daine wale es application
ka name hai usbdeview or aap ese yaha click karke download kar sakte hai.
2. Ye application zip file me hogi aapko ese winrar
application me open karna hai or fir ese extract karna hai fir espar double
click karke ese run karna hai.
3. Jaise he aap usbdeview application ko run karenge
aapke samne aapke computer me use ke gaye usb devices ke puri jankari show ho
jayegi.
Es tarhe se aap apne computer
me use ke gaye usb devices ke puri jankari prapt kar sakte hai friends agar
aapko es post me samajhne me kahi par koi problem aaye to mujhe comment karke
puch sakte hai meri post ko padhne ke liye thanks.
Aapko ye post kaise lage hume
jarur bataye comment karke agar aapko hamari post pasand aayi ho to ese social
sites par share kare hamari future post ke jankari pane ke liye hume subscribe
kare apne email se facebook par humse judne ke liye hamare facebook page ko
like kare.
For true fans of this thread I will address is a free online! intel pentium pro CPU gold
ReplyDeleteI’m excited to uncover this page. I need to to thank you for ones time for this particularly fantastic read!! I definitely really liked every part of it and i also have you saved to fav to look at new information in your site. https://etcher.download/
ReplyDelete